anjana sa bejana sa pata nahi per koi jab lagne lge payara sa .....
samajh lena chahiye ki zindagi jine ka majja hi kuch or hone bala hai....
bahakti sansho me machalti samo me kisi ki yad satane lge to samajh lijye jine ki majja kuch or hone bala hai .......
gumnam sa koi jab chupke chupke koi aapko dekhta hai to samajh lijye zindagi jine ka majja hi kuch or hai......
haan thoda sa akelapan jab satane lage or khamoshi ye jahir karne lge koi apna hai apne pass to samajh lijye zindagi jine ka majja hi kuch or hai...
yahi hai zindagi or yahi hai zindagi jine ki bajah ..
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें