सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Akalepan ka ehasas



:::ye pata Nahi per Q ...
                 '::Maine aksar logo se kahte suna hai Mai akala Mai bas akala Hu.....
::::Shyad ye unki aadat si ho gayi ho kahne ke liye ....
::::Ya fir rahne ke tarike se Lagta hai unhe Mai bas akala rah gya ..Mai bas akala Hu.....
:::: Ye Sab kahne ki bate Hain is Zindagi me ...
:::Ye choti si Zindagi hai Kabhi Khushi to Kabhi gum se bhadi PADI hai......
::::Log aksar mohabbet karte Hain or koi to bajah Hoti hai Jo ek dusre Ka sath chod jate hain .....
::::Maine aksar waise logo ko kahte suna Hai Mai is bhid  me bas akala rah Gaya Hu.....
::::Aaisa Lagta hai unhe ye zindagi tham
si gayi hai ...aas pass log hain bate Karne ke liye fir v Mai akala rah Gaya Hu .....
::::Dekha Jaye to akale pan Ka ehasas tab Hoti hai jab maut Karib Hoti hai or sath Jane wala koi Nahi hota .....
:::Pass hote Hain log per bate Karne wala koi Nahi hota ......
::::Waise v jinhe mil gayi mohabbet agar wo v sath Kaha Diya ek dusre ko....
::::Pass aate hi maut chod diye sath ek dusre ko......
::::Haan ye kahana or Karna bilkul galat Hoga hum mohabbet ke akale pan ko khud ki maut khud ki hatho kr le...or kuch log ker v Lete Hain ..per ye galat hai....
::::Kon hai is Zindagi me Jo sath Aaya tha or sath chla Gaya ....
::::Kya laya tha sath or kya lekr chla Gaya .....
::::Hum is Zindagi me Kabhi akale Nahi hote ...
:::Dhup me khadi ho to Chaya sath hota hai or andhere me Kisi ki ehasas or yade sath hota hota hai....
::::Or kya Chahiye hme is Zindagi se Jo kuch kho chuke usme kuch to aachi yade hogi ....yad ke liye ....
::::Jo karb hain aaj unse do pal ki bate hi kafi hai akala pan dur bhagane ke liye ....
::::Haan shyad akala Rah Gaya koi to unke pass  ehasas to hai akala rah Jane ke liye ....
::::mer pass to kuch yade hi kafi hai akalepan se lad Jane or dur bhagane ke liye....
::::Chlo ab laut chle Zindagi ko ek dulhan ki tarah sajane ke liye .....mere pass kuch yade hi kafi bas Zindagi bitane ke liye ..... 

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

bas ek anokhi zindagi

 Ye waqt waqt ki bat hai janab jab Maine khud ko khud se sambhalne Ka Soch ... Log AA Gaye dar pe mahfil sajane ... Kisi ne musayara suru Kiya to Kisi ne jam hitho me thma dii ... Kambathak kasam se jitna hum pii ke Nahi ladkhate hain... Utna to hum unki aankhiyo ko Dekh kar ladkhada jate Hain....