:::Mera koi mol Nahi tuta Dil iska v koi Jod Nahi ...
:::Pagal hum dundh kise rehe is anjan raho pe ...
:::Bhul Gaye hum hamara is jahan me koi Nahi...
::: Kambathak Dil khud hi pata poochta hai khud hi rashat dundhta hai ...
:::Mile rahi raho me aaisa Kabhi hua Nahi ....
:::Bhul Gaye hum hamara koi mol Nahi ....
:::Dard simat kr baitha Hu Kisi andheri khothri me ...
:::Bate karta Hu her roj diwaro se andhero se lipat khud hi roo leta Hu ...
:::Shant shant SA rahta Hu dard jab uphan uthati hai diwaro se v mukkebaji kr leta Hu ...
:::Do pal hi Sahi per Kabhi khud se to Kabhi andhero se Dil ki dra leta Hu...
:::Pagal Dil samajhta hi Nahi is jahan me koi Kisi Ka hua Nahi ....
:::Tut SA Gaya hai Jo aaj khud me hi simat rah leta Hu .....
:::Kisi se bate Karna ye v munasib Nahi dar SA Lagta hai chhot jau piche to ungli pakadne Bala v koi Nahi....
:::Khud pe hi Hu hashta khud pe hi Hu rota pagal Dil ab to hai Tu samajh Kr tera ab is jahan me koi mol Nahi Haan koi mol Nahi ....
Ye waqt waqt ki bat hai janab jab Maine khud ko khud se sambhalne Ka Soch ... Log AA Gaye dar pe mahfil sajane ... Kisi ne musayara suru Kiya to Kisi ne jam hitho me thma dii ... Kambathak kasam se jitna hum pii ke Nahi ladkhate hain... Utna to hum unki aankhiyo ko Dekh kar ladkhada jate Hain....
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें