:::pal pal me dundh Raha tha aapko her pal jagah paa Raha tha aapko ....
:::Kashish bas itni si thi ki chand ki Chandni me dundh Raha tha aapko .....
:::Kabhi Chand chnadni chupa leti badlo me jakr to Kabhi muskura Diya Karti ye kah kr oye pagal sanam hum se v khubsurt hai kya koi jise hai dundh Raha mere Chandni me .....
:::Maine v has kr jabab hai Diya Chand ko e Chand tumhe Q hai aaisa Lagta tum to Chandni hai bhikharti isme itna gurur Q ...day v hai chahre per fir v khubsurt hun ye kahna Q .....
:::Aap Kabhi fursat se jamin pe mil Kabhi mere mahbub se ....unme to sada jaha se hai Teri duniya chhupayi....
:::Fir v unme koi garur Nahi....
:::Unki muskurahat Jo din me v Chandni rat bikher de ...unki julphe Jo dhup me v ghaneri ghata bhikher de unki aankho Ka Kajal Jo Kisi Kali rat lo picha chod de ....unki subah ki angariya Jo khilti phool ko roop de ...unki silbate hot Jo gulab ki pankhuri hai ek chuman si mangati ....
:::Fir v wo Nahi kahti mere jaisa is jahan me na hai koi ....
:::E Chand Kabhi to mil mere mahbub se Jo subah subah ki khili ship v hai unki ek jhalak mangti ...
:::Aaisa lagata hai jagti wo to din ki suruat Hoti ho ...
:::Unki mithi mithi bate Kisi shrober ki shant majhdar ki Jaise Pani ho ....
:::Dekhe Jo chahra unki khud me simat Jaye ...
:::Fir v Tu kahti hai ki mere se khubsurt koi Nahi ...
:::E Chand aa Kabhi jamin pe mere mahbub se mil mere mahbub se mil.....💗
Ye waqt waqt ki bat hai janab jab Maine khud ko khud se sambhalne Ka Soch ... Log AA Gaye dar pe mahfil sajane ... Kisi ne musayara suru Kiya to Kisi ne jam hitho me thma dii ... Kambathak kasam se jitna hum pii ke Nahi ladkhate hain... Utna to hum unki aankhiyo ko Dekh kar ladkhada jate Hain....
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें