::::aaj karti ho mere payar ko andekha tum.....dekhna ek din yahi payar tumhe bahut tadpayaga........
:::::aaj kahta hu mai Mar jaunga to tumhe majjak lagta hai ......yad rakhna ek din yahi majjak ko mai such kr jaunga. .......
:::::abhi mana ki mera wakt mere sath nahi.....magar ek din mai iss wakt ko v piche chor jaunga.......
:::::ek bar jo Ruth kr chala gaya meri jan.......yad rakhna laut kr kabhi na aaunga. .........
:::::::Har wo lamha mujhe wo yad aata hai ...jo sang bitaye hain tere. .....aaise hi mere jane ke bad Har lamha tumhe buri tarah rulayaga ........
:::::tum kahti thi na tum mere ho Sirf mere hi Rahna. .....jb mai tera ho kr marunga. ....to Tujhe wo apna bol yad aayagi........
::::::abhi to mai tumhe fakt ek bojh sa ban gaya hu .....magar jb dur chala jaunga to meri yado ka saya tumhe bahut satayaga. .....
:::::::fir mere bad tera manana yad aayaga. ....jb tanhayi gharangi tumko .......tb mera sath nibhana yad aayaga........
:::::jb koi sath churane ke liye tumse jhuth bolega......tab Mujhse banaya har Bahana tumhe yad aayaga.......
::::jb koi bat bat pr tumse muh fer lega .....tab tumhe Mujhse bar bar Ruth jana yad aayaga........
:::::tumhara payar jab jism ka khel ban jayaga kisi ke liye.......:
:::::::meri jan tab meri mohabbet me ye pagal diwana tumhe yad aayaga.........
:::::::meri jan tab meri mohabbet me ye pagal diwana tumhe yad aayaga.........
Mai
Shyar
To
Nahi..........
Shyar
To
Nahi..........
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें