सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Bate waqt ki

::::ae waqt thahar jaa Tu ......
::::Do pal hi Sahi khud ko pass aane de.......
:::Dundh Raha hu main khud me khud ko....
::::Zinda las se Zindagi me aane de.....
:::Ae waqt thahar jaa Tu ..hme Apne sath to aane de....
::::Mana ki aaj Teri pahar hai....
:::::Kal MERI BHI hogi .....khud ko pahle Saman to dhal Jane de.......
::::Wo MERI muskurahat pata Nahi kitne log Khush hote the ....
:::::Pr MERI MAA MERI ek muskurahat se Khush hoti thi pata hai hme ....
::::Wo muskurahat fir se wapas to lane de .....
::::Ae waqt thahar jaa Tu...
       :::: Hme Apne sath to aane de......
                                                          
                                    

टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

bas ek anokhi zindagi

 Ye waqt waqt ki bat hai janab jab Maine khud ko khud se sambhalne Ka Soch ... Log AA Gaye dar pe mahfil sajane ... Kisi ne musayara suru Kiya to Kisi ne jam hitho me thma dii ... Kambathak kasam se jitna hum pii ke Nahi ladkhate hain... Utna to hum unki aankhiyo ko Dekh kar ladkhada jate Hain....

Akalepan ka ehasas

:::ye pata Nahi per Q ...                  '::Maine aksar logo se kahte suna hai Mai akala Mai bas akala Hu..... ::::Shyad ye unki aadat si ho gayi ho kahne ke liye .... ::::Ya fir rahne ke tarike se Lagta hai unhe Mai bas akala rah gya ..Mai bas akala Hu..... :::: Ye Sab kahne ki bate Hain is Zindagi me ... :::Ye choti si Zindagi hai Kabhi Khushi to Kabhi gum se bhadi PADI hai...... ::::Log aksar mohabbet karte Hain or koi to bajah Hoti hai Jo ek dusre Ka sath chod jate hain ..... ::::Maine aksar waise logo ko kahte suna Hai Mai is bhid  me bas akala rah Gaya Hu..... ::::Aaisa Lagta hai unhe ye zindagi tham si gayi hai ...aas pass log hain bate Karne ke liye fir v Mai akala rah Gaya Hu ..... ::::Dekha Jaye to akale pan Ka ehasas tab Hoti hai jab maut Karib Hoti hai or sath Jane wala koi Nahi hota ..... :::Pass hote Hain log per bate Karne wala koi Nahi hota ...... ::::Waise v jinhe ...