सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

सितंबर, 2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

bas ek anokhi zindagi

 Ye waqt waqt ki bat hai janab jab Maine khud ko khud se sambhalne Ka Soch ... Log AA Gaye dar pe mahfil sajane ... Kisi ne musayara suru Kiya to Kisi ne jam hitho me thma dii ... Kambathak kasam se jitna hum pii ke Nahi ladkhate hain... Utna to hum unki aankhiyo ko Dekh kar ladkhada jate Hain....

jine ka bajah

anjana sa bejana sa pata nahi per koi jab lagne lge payara sa ..... samajh lena chahiye ki zindagi jine ka majja hi kuch or hone bala hai.... bahakti sansho me machalti samo me kisi ki yad satane lge to samajh lijye jine ki majja kuch or hone bala hai ....... gumnam sa koi jab chupke chupke koi aapko dekhta hai to samajh lijye zindagi jine ka majja hi kuch or hai...... haan thoda sa akelapan jab satane lage or khamoshi ye jahir karne lge koi apna hai apne pass to samajh lijye zindagi jine ka majja hi kuch or hai... yahi hai zindagi or yahi hai zindagi jine ki bajah ..

Apne log

Kitna kuch khone ke bad v log Apne Nahi hote bas kahne Ka hota hai ki ye Apne Hain ... Sikhna hai to khud ke chhye se sikho kahne Ka to wo v hai ki ye Mera chhya hai ...per andhere me to wo v sath chhod jate Hain... Fir koi apna kaise ho Sakta hai jabki khud Ka chhya tak apna Nahi hai ....