::::aaj karti ho mere payar ko andekha tum.....dekhna ek din yahi payar tumhe bahut tadpayaga........ :::::aaj kahta hu mai Mar jaunga to tumhe majjak lagta hai ......yad rakhna ek din yahi majjak ko mai such kr jaunga. ....... :::::abhi mana ki mera wakt mere sath nahi.....magar ek din mai iss wakt ko v piche chor jaunga....... :::::ek bar jo Ruth kr chala gaya meri jan.......yad rakhna laut kr kabhi na aaunga. ......... :::::::Har wo lamha mujhe wo yad aata hai ...jo sang bitaye hain tere. .....aaise hi mere jane ke bad Har lamha tumhe buri tarah rulayaga ........ :::::tum kahti thi na tum mere ho Sirf mere hi Rahna. .....jb mai tera ho kr marunga. ....to Tujhe wo apna bol yad aayagi........ ::::::abhi to mai tumhe fakt ek bojh sa ban gaya hu .....magar jb dur chala jaunga to meri yado ka saya tumhe bahut satayaga. ..... :::::::fir mere bad tera manana yad aayaga. ....jb tanhayi gharangi tumko .......tb mera sath nibhana yad aayaga........ :::::jb koi sath ch...